Top 111 Sad Hindi Shayari wallpapers, Best Dard Shayari Images
Hindi Bharosa Shayari
Hum Ruthe To Kiske Bharose, Kaun Hai Jo Aayega Hume Manane Ke Liye, Ho Sakta Hai Taras Aa Bhi Jaye Aapko.. Par Dil Kaha Se Laau.. Aapse Ruth Jane K Liye.
For Daily Updates Follow Us On Facebook
Udas nahi hona kyon ki main saath hoon, Saamne na sahi par aas-paas hoon, Palkon ko band kar jab bhi dil mein dekhoge, Main har pal tumhare sath hu!
Aaj Aasman Ke Taaro Ne Muje Puch Liya… Kya Tumhe Ab Bhi Intejar He Uske Laut Aane Ka… Mene Muskurakar Kar Kaha… Tum Laut Aane Ki Bat Karte Ho… Muje To Ab Bhi Yakin Nahi Uske Jaane Ka…
Aakhen kholu to chehra tumhara ho Band karu to sapna tumhara ho Maar bhi jau to koi gam nahi Agar kafan ke badle achal tumhara ho.
Aankh mein aks or us aks mein jyoti or jyoti ka parkash ho aap Dil mein dhadkan or dhadkan mein aawaj iski har aawaj mein ho aap Jism mein saans or jism ki har saans mein ho aap SIRF AAP in teeno ke bina jina namumkin hai my love…
Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte Dil me rehne walo ki baat nahi karte Hamari to ruh me bus gaye hain aap Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte
Aapki Ada Se Hum Madhosh Ho Gaye Aap Ne Palat Kar Dekha Tho Hum Behosh Ho Gaye Yehi Ek Baat Kehni Thi Aapse Na Jaane Kyun Aapko Dekthe Hi Hum Khamosh Ho Gaye…
Aapki Zindagi mein kabhi koi gam na ho Aapki Aankhe kabhi nam na ho Aapko mile Zindagi ki har khushi Bhalehi uss khushi mein hum na ho…
Abhi to dil main halki si Khalish mahsos hoti hay Bohot mumkin hay kal is ka Mohabbat naam ho jaye
Agar pyar nahi karna ho to dil ko na lagana Apna chain kho kar khud ko na rulana
Ager Zindagi Mai Judai Na Hoti To Kabhi Kisi Ki Yaad Aai Na Hoti Sath Hi Guzarta Her Lamha To Shayaed Rishton Mai Yeh Gehrai Na Hoti..
Aisa nahi ki aap ki yaad aati nahi Khata sirf itni ki hum batate nahi DOSTI aap ki anmol hai hamare liye Samjte ho aap isliye jatate nahi.
Aks-e-Khushbu hu bikharne se na roke koi aur agar bikhar jau to mujhko na samete koi kaanp oothti hu mai ye soch k tanhai me ki mere chehre pe tera naam na padh le koi…
Anjaan Hai Anjaan Hi Rahne Do Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
Anjaan ek saathi ka iss dil ko intejar hai Pyasa hain ye aankhen aur dil bekarar hai Unke saath mil jaye to har raah aasan ho jayegi Shayad issi anokhey ehsaas ka naam Pyaar hai…
Apko bhul jaye wo nazar kaha se laye…. Kisi aur ko chah le woh jigar kaha se laye…. Nahi reh sakte app ke bina…. Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se laye……
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai Na Thodi Na Bahut Tamaam Likhi Hai Kabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya Karo Kyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai
Apne Hothon Par Saja Kar Tujhe Main Tere Hi Geet Gana Chahta Hoon Jal Kar Bujh Jana Humari Kismat Sahi Bas Ek Baar Roshan Hona Chahta Hoon…
Aye Mohabbat tere anjam se rona aaya. Jane kyun aaj tere naam se rona aya
Bahane bahane se aapki baat karte hai har pal aapko mehsus karte hai itni baar to aap saans bhi nahi lete honge jitni baar hum aaapko yaad karte hai!
Bas kar ujrein ge kabhi socha naa tha… Inn lamhaat se guzrein ge kabhi socha naa tha…
Bottle main Pepsi say zyaada…. used Socks main smell say bhi zyaadaa…. Adnan Sami main charbi say zyaada… Mithai main sweet say zyaada… Pakistan main coruption say zzyaada… I LOVE U
Chaho to dil se hamko mitta dena Chaho to humko bhula dena Par Yeh wada karo ki aaye jo kabhi yaad hamari To rona nahi Bus muskura dena….Hashmi
Chodh diya akele humme kisi aur ke baahon mai simatne ke liye phir bhi pyaas agar bhoojti nahi mere aansoon ke tailab mai zara doob ke dekhiye..
Jannat main rehne waali pari ho tum meri jaanmeri zindigani ho tum yaro main beth ker jo suna tay hain meri jaan woh kahani ho tum
Aakho Ke Ishare Samajh Nahi Pate Hontho Se DIL Ki Baat Keh Nahi Pate Apni Bebasi Hum Kis Tarah Kahe Koi Hai Jiske Bina Hum Reh Nahi Pate.
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna Kaante to phir bhi daman tham lete hain Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..!
Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum Zindgi hai kya teri chehat ke siva Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum
Badi umid thi unko apna banane ki Tamanna thi unke ho jane ki Kya pata jiske hum hona chahte the Unhe Aadat hi nahi thi kisiko apna banane ki.
KYA KAHE KUCH KAHA NHI JATA DARD MILTA HAI PAR SAHA NHI JATA PYAR HO GAYA HAI IS KADAR AAPSE KI BINA DISTURB KIYE MUJHSE RAHA NHI JATA..!!
Un Haseen palo ko yaad kar rahe the Aasmaan se aapki baat kar rahe the Sukun mila jab hume hawao Ne bataya Aap bhi hame yaad kar rahe the…!!!
Kaash Aapki Surat Itni Pyaari Na Hoti Kaash Aapse Mulakat Hamaari Na Hoti Sapno Mein Hi Dekh Lete Hum Aapko To Aaj Milni Ki Itni Bekarari Na Hoti
Kaash Aapki Surat Itni Pyaari Na Hoti Kaash Aapse Mulakat Hamaari Na Hoti Sapno Mein Hi Dekh Lete Hum Aapko To Aaj Milni Ki Itni Bekarari Na Hoti
Khushbu ki tarah meri har sans main Pyar apna basane ka wada karo. Rang jitne tumhari mohabat ke hain Mere dil me sajane ka wada karo
Paane se khone ka maza aur hai Bandh aankhon main rone ka maza aur hai Aansoo bane lafz aur lafz bane shayari aur uss shayari main tere hone ka maza aur hai
Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka hai Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai Intezar to sirf aapki mulakat ka hai..
Bolti hai Dosti chuprehta hai pyar Hasti hai dosti Rulata hai Pyar Milti hai dosti bicharta hai pyar Phir najane log kyon karte hain pyar..
Aye barish zara tham ke baras Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras Pehle na baras ki woh aa na sake Phir itna baras ki woh ja na sake
Aakho Ke Ishare Samajh Nahi Pate Hontho Se DIL Ki Baat Keh Nahi Pate Apni Bebasi Hum Kis Tarah Kahe Koi Hai Jiske Bina Hum Reh Nahi Pate.
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna Kaante to phir bhi daman tham lete hain Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..!!
Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne Takat thi hath mai hosla dilaya apne Manzil thi samne rasta dikhaya apne Hum to sirf dost they AASHIQ BANAYA Aap ne!!
Tum mile har khushi mil gayi hai hame Lagta hai ki dusri zindgi mil gayi hai hame. Zindgi me Jiska tha saalo se intezar hame Jeevan ka saathi bina maange mil gaya hame.. !!
Mulakat maut ki mehman ban gayi hai Nazar ki duniya veeran ban gayi hai Meri sans bhi ab meri nahi rahi Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai !!
Nazare Mile To Pyar Ho Jata Hai Palke Uthe To Izhaar Ho Jata Hai Na Jane Kya Kasish Hai Chahat Main Ke Koi Anjaan Bhi Hamari Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai
Tere husn ke hum diwane ho gaye Tujhe apna banate banate hum khud se begane ho gaye Na chor na mujhe tu aaye zalim Tere kareeb aakar hum duniya se
Teri muhabbat aisi hai phoolo mai jaise gulab Mai kitna bhi karun tang rahti hai hardam paas. Jab bhi karta hoon dil se yaad Turant aa jati hai miss call ke saath..!!
Khud me hum kuch is tarah kho jate hai Biti hui yadon ko lekar ro jate hai Nind nahi aati raton me par Unko khwab me dekhne ke liye so jate hai.!!
Phool khilte hai bahaaron ka samaa hota hai Aise mausam mein hi toh pyaar javaan hota hai Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte Yeh fasaana toh nigaahon se bayaan hota hai.
Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka hai Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai Intezar to sirf aapki mulakat ka hai..
Un Haseen palo ko yaad kar rahe the Aasmaan se aapki baat kar rahe the Sukun mila jab hume hawao Ne bataya Aap bhi hame yaad kar rahe the…!!!
Band Rakhte Hai Jubaan Lub Khola Nhi Karte Chand Ke Samne Sitare Bola Nhi Karte Yaad Karte Hai Tumko Har Pal Lekin Ye Raaz Hotho Se Kabhi Khola Nahi Karte
Sunhari yaado ke ehsaas rahne do Surur dil me juban par mithas rahne do yahi falsafa he jeene ka na khud raho udaas na kisi ko rahne do …
Kaash Aapki Surat Itni Pyaari Na Hoti Kaash Aapse Mulakat Hamaari Na Hoti Sapno Mein Hi Dekh Lete Hum Aapko To Aaj Milni Ki Itni Bekarari Na Hoti
Badi umid thi unko apna banane ki Tamanna thi unke ho jane ki Kya pata jiske hum hona chahte the Unhe Aadat hi nahi thi kisiko apna banane ki.
Yuhi Kisiki Yad Me Rona Fizul He Itne Anmol Aasu Khona Fizul He Rona To Unke Liye Jo Hum Pe Nisar He Unke Liye Kya Rona Jinke Ashiq Hazar He!!!
Khwabon mein aate ho TUM yaadon mein aate ho TUM jahan mein jau jahan mein dekhu mujhe nazar aate ho TUM..
Woh Nazar kahan se laun jo tumhe bhulade Woh dawa kahan se laun jo is Dard ko mitade Milna to likha hota hai Taqdiron me Par Woh Taqdir hi kahan se laun joh Hum Dono ko milade
Choti Si Dosti Anjaani Mulakaatein; Pal Bhar Mein Khatam Hote Din Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein; Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar Hai Na..??
Dekhi jo surat aapki Ye dil bechara machal gaya Rakhna hifajat se apni adaa ko Adaa pe aapki ye dil ghayal ho gaya
Dil Dhadkan Aur Ik Tu Sanam… Dil Mein Dhadkan Hai… Dhadkan Mein Hai Aahat Teri… Ik Yahi Arzoo Kafi Hai Dhanwant… Iskadar Zindgi Guzarti Hi Jayegi…
Dil Humara Chocolate Ki Tarah Najuk Tum Usme Dry Fruits Ka Tadka Life Hogi Fruit And Nut Jaisi Agar Mill Jaye Girlfriend Tere Jaisi…
Dil ki baat ko hothon pe aane do Kabhi pyar se hame dekh jane do Hothon pe ye hansi ko aur bhi aane do ye hansi ko dekh ke aur bhi pyar kar jane do.
Dil par nahin hota kaaboo kisika Dil kho jaaye to kya kare … Dheeme se koi jaadoo chal jaaye Aur pyar ho jaaye to kya kare?
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhi hum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhi aaj kehte ho hamare paas vaqt nahin par ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhi
Door hai apse to kuch gam nahi Door rehke bhulne wale hum nai Roz mulaqat na ho to kya hua apki yaad apke mulaqat se kam nahi
Dosti naam hai sukh dukh ki kahani ka Dosti naam hai sada muskurany ka Ye koi pal bhar ki pehchan nahi Dosti naam hai sada sath nibhana ka
DostooN ek bar fir se main oMi hazir hun aap ke liye kuch pyar bhare kuch ehsaas lekar.. umeed karta huN ki mere yeh ehsaas aapko pasand aayeNge..
Duao ki bheed mein ek dua hamari jis mein maangi hai humne har khushi tumhari jab bhi aap muskuraaye dil se samjho dua kabool hui hamari
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna Kaante to phir bhi daman tham lete hain Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..
Ek Gujarish Hai Tujhse Zara Tham Ke Barasna Aa Jaaye Jab Mera Mehboob To Phir Jamm Ke Barasna Yun Pehle na Barasna Ki Wo Aa na Sakey Aa Jaaye Mere Pass To Itna Barasna Ki Wo Ja Na Sakey…
Ek pyari si kali thi jo phool ban gayi Ek nanhi si muskan thi jo hasi ban gayi Ye choti choti si mulakat ab toh pyar ban gayi Aur aapka har pal saath toh jaise bahar ban gayi
Ek raat hai kuch aisiaur raat pe mera pehra hai… Tera bheega hua ye jismsaavan ka chehra hai… Andher me bhi jgta tera husnkya baat hai Teri aisi jawani ka dria to sch mekuen se bhi gehra hai…
Ek shamma andhere mein jalaye rakhna Subha hone ko hai mauhaul banaye rakhna Kaun jane wo kiss gali se guzre Har gali ko phoolo se sajaye rakhna!
Ek too hi hai meri “Friend” Girl friend mai kiya janu. Kise hota hai “pyar” bhala isko mai kiya janu. Mai to tere pyar ki khusboo dil se hi pahchanu.
Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka Khushi bhi dhundhti hai har pal fasana aapka Aap udaas na hona kabhi zindagi mai Bohot achha lagta hai hame muskurana aapka…
Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka Khushi bhi dhundhti hai har pal fasana aapka Aap udaas na hona kabhi zindagi mai Bohot achha lagta hai hame muskurana aapka…
Haal kuch aisa hai apna lagta hai jaisa koi sapna thi main tanha is safar me ab koi ban gaya hai apna
Haan maine bhi pyaar kiya hai Dil tujhko hee yaar diya hai. kyun aisa kaam kiya hai? Maine khud ko badnaam kiya hai.
Har Koi jo keh sake ye wo ehsas nahi Pyaar karte hain apse iska aur koi naam nahi Mumkin hai baatein hamari alag ho zamane se Khayal apka hai unme is baat se hame inkaar nahi
Har Pal Saath Rehne Ki Kasam Khayi Hai Maine Har Rasm Ulfat Ki Nibhayi Hai Tum Daaman Bachakar Phoolon Mein Jaa Baithe Ho Mere Aangan Mein Sirf Tanhayi Hai.
Har kadam pe dhoke milte rahege par fiza me phool phir bhi khilte rahege yeh haqeeqat hai lowg aksar badal jate hai par phir bhi anjaano se dil milte rehte hai..!!
Haste rahen aap hazaron ke beech mein Jaise haste hein phool baharon ke beech mein Roshan ho aap duniya mein iss tarah Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein…
Meri mohabbat hai woh koi majboori to nahin, Woh mujhe chahe ya mil jaye, zaroori to nahin, Yeh kuch kam hai ke basa hai meri saanson mein, Woh saamne ho meri aankhon ke zaroori to nahin.
Hum Ruthe To Kiske Bharose, Kaun Hai Jo Aayega Hume Manane Ke Liye, Ho Sakta Hai Taras Aa Bhi Jaye Aapko.. Par Dil Kaha Se Laau.. Aapse Ruth Jane K Liye.
Aaj ki raat mera darde mohabbat sun le kap kapaate hue hontho ki shikayat sun le aaj izhare khayalat ka mouka de de ham tere shahar me aaye hai musafir ki tarah…
Aaj pher li unhone aankhe humse Jo humpe jaan nisaar karte the. Aaj naam lete bhi katraate hain Jo kabhi humse mohhbat e ikrar karte the.
Aakhen kholu to chehra tumhara ho Band karu to sapna tumhara ho Maar bhi jau to koi gam nahi Agar kafan ke badle achal tumhara ho.
Aankhon Me Armaan Diya Karte Hai Hum Sabki Neend Chura Liya Karte Hai Ab Se Jab Jab Aapki Palkay Jhapkeygi….. samaj Lena Tab Tab Hum Aapko Yaad kiya karte Hai…
Aansu na hote to aankh itni haseen na hoti Dard na hota to khushiyo kya hoti Puri karte khuda yuhi sab muraade To ibadat ki kabhi zarurat na hoti.
Aap Hame Rulado Hame Gam Nahi Aap Hame Bhulado Hame Koi Gam Nahi Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya Smaj Lena Is Duniya Me Hum Nahi…
Aap ki aashiqi ne humein mushoor kar diya Apne sath jeene par majboor kar diya Kitna seedha aur saccha sa hai prem tumhara Ki humari Call se bajta hai mobile mein wo pyar bhara gana hamara…
Aapke deedar ko nikal aaye hai taare Aapki khushboo se chha gayi hai bahare Aapke saath dikhte hai kuch aise nazare Ki chhup chhup ke chand bhi bas aaphi ko nihare…
Aapki hasi pe chhidakte hain hum jaan Aapki khushi pe toh hai sab kuch kurbaan Aapke bin toh ye jahan lage veeran Kyuki aap toh hai jaise is dil ka gulistaan
Aapko miss karna roz ki baat ho gayi yaad karna aadat ki baat ho gayi door rehna kismat ki baat ho gayi aapko bhul jann…. humare bus ke bahar ki baat ho gayi…
Aapse Dur Bhala Hum Kaise reh paate Dil Se aapko Kaise Bhula paate Kaash ki aap sanso ke alava aaine mai bhi base hote. Khud ko bhi dekhte toh aap NAZAR aate.
Aashiq hai tere sadiyo se hum…. itni mohabbat kisne ki hai sanam…. hadd se ziyada chaaha hai tumko humne…. maange tu jaan vi toh piche hatege na kabhi mere kadam…
Aasman se uncha koi nahi Sagar se gahra koi nahi Yun to mujhko sabhi Pyare hai par aapse Pyara koi nahi…
Abhi to dil main halki si Khalish mahsos hoti hay Bohot mumkin hay kal is ka Mohabbat naam ho jaye
Agar Tum Aaina Dekho To Apne Aap Se Nazarein Chura Lena Ke Aksar Be-wafa Logon Ko Jab Wo Aaina Dekhen To Aankhen Chor Lagti Hain……
Agar hum na hote to ghazal kaun kehta Aap ke chehre ko kamal ko kehta Yeh to karishma hai mohabbat ka Varna pathro ko tajmahal kaun kehta..
Agar hum na hote to ghazal kaun kehta Aap ke chehre ko kamal ko kehta Yeh to karishma hai mohabbat ka Varna pathro ko tajmahal kaun kehta..
Agar pyar nahi karna ho to dil ko na lagana Apna chain kho kar khud ko na rulana
Aisa nahi ki aap ki yaad aati nahi Khata sirf itni ki hum batate nahi DOSTI aap ki anmol hai hamare liye Samjte ho aap isliye jatate nahi.
Ajab si kashish hai tujhme ki hum tere khayalon me khoye rahte hain Ye sonch kar ki tum khabon me aaogi hum din me bhi soye rahte hain…
Akela Sa Mehsus Karo Jab Tanhai Mein Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Main Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni Parchai Mein…
Aks-e-Khushbu hu bikharne se na roke koi aur agar bikhar jau to mujhko na samete koi kaanp oothti hu mai ye soch k tanhai me ki mere chehre pe tera naam na padh le koi…
Anjaan Hai Anjaan Hi Rahne Do Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do Kyoun Badnaam Karte Ho Humara Naam Leke Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
Ankho se wo jab hume dekhte hai hum ghabrakar ankhe jhuka lete hai kon milaye un ankho se ankhe ssuna hai wo ankho se apna bna lete hai…
Apne Dil Mein Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai Na Thodi Na Bahut Tamaam Likhi Hai Kabhi Humaare Liye Bhi Dua Kar Liya Karo Kyon Ki Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai
The post Top 111 Sad Hindi Shayari wallpapers, Best Dard Shayari Images appeared first on LoveSove.com.
from LoveSove.com https://ift.tt/2KPrNiU
No comments:
Post a Comment